Wednesday 23 March 2011

Mujhy awaz de dena

Mujhy awaz de dena
kabhi icecream lao to,
kabhi murghi pakao to
kabhi picnic pe jao to
Mujhy awaz de dena
wallet main maal ziada ho
ya shopping ka irada ho
kabhi dawat pe jana ho
ya kisi ko dinner pe bulana ho
Mujhy awaz de dena
kabhi kisi say ho larna
to mujhy disturb mut karna
kisi shadi main jana ho
jaisy he start khana ho
Mujhy awaz de dena

No comments:

Post a Comment