Raat ka akhri pehar tha
mujhy chand nay kha, "hum nasheen alvida"
mujhko neend aa rahi ha kal mulen gay is jaga
sun kar main muskura dia
usko batla dia
jane waly lout'ty nahi
tum nahi aayan gay
mujhy ha yakeen. meri baat sun kar wo ruk gya or kahny laga
"tum say wada karoon or pura na karoon ya ho nahi sakta"

No comments:
Post a Comment